munna bhai ik baat betain app ye apun tepun bol ker dosro per roob jama ker kia keh na chah rehain hain app plz students sai student ki terah baat kia kerain or haan ik baat or beta ye ga kai ye sub app sai itna der tai kion hain app kehain kai dawn wan hain kia meri baat ka bura nehi mmaniye ga ab ager app bhai benai hi hain to behno ki baat to manna perain gi na app jis terah ki language use kertain hain buhut kherab legti hai app ko roob jamana hai app jemain reza bhai bhi to hain un ki baat sub kaisai mantain hain lakin kebhi unho nai ajj tuk kisiai bhi betemmizi sai baat nehi ki app buhut achi hain bus apnai baat kernai ka thora sa style change kerlain ok