actually noori ko aaj kal koi puchta nahi hia.. itnay concerts karliyeh hain unhon nay kay ab koi un kay concerts main jana pasand nahi karta.. har flat main har ground main concert hotay thay kuch mahinay pehlay tak un kay.. ab aaj kal ghar kay andar bethay huvay ahin saray.