heloo ..... dont mind if there is any Shia here ..
jub mein Umray per gaya tha ... tu meine Masjid-e-Nabwi mein dekha kay
mere barabar mein aik Shia namaz par raha tha .... i dont care kay wo jesay bhi namaz parhe kyuonkay wo bhi muslims hai .... lekin miene notice kia kay ... wo hath chor kar namaz parh raha tha .... aur samne ki taraf dekh raha tha ... it feels me very shamefull ... cuz aise ibadat ka kia faida ... namaz ka matlab hi ALLAH kay agay sar jhukana hota hia ... aur namaz kay beech mein ...
uska mobile agaya aur usnay apni jeb se mobile nickal kar dekha kay kiss ki call hai ... aur phir disconnect kardiya ...
bhala aisa ibadaat ka kia faida .... What u guys say ?
__________________
my secret is to stop saying i wish .... say i will
doesnt matter yar aGAR woh samnay dekh raha hai woh sajda to karta hai then its ok k.... agar us ka mobile ring ho jata hai top its not a big deal ......and anyway ISLAM is that only religion which gives u all kinds of freedome but freedom within the limtis prescribed by the laws of ISLAM.....