app log ab uni main laingai to us ko feild ko ziada prefer kerain gai jis ki value 4 year s kai baad hoi to ap[ ka kia khiyaal hai kon si feilg ho gi i think kai tel com ki value ho gi khair ye betai n kai lerkion kio kia perhana chahiye aceept medical
hAR LINE KI VALUE HOTI HAY YEH APP KI LICK PER DEPEND KERTA HAY
LAKIN HAMSIAH PERHAI WOH KERNI CHAHIAY JO APP KO BHI PASSAND HO AUR US KI ACHI MARKET VALUE HO ABB YEH DECIDE KERNA APPNAY APPNAY TEMPER AUR DECISION MAKING KI BAAT HAY
LARKIOON KO SAB PERHAIOON MEIN ANA CHAHIAY KUINKAY LARKIAN 50% HAIN HAMARAY MULK MEIN AUR WOH BHI SAB FILEDS MEIN AIIN GI TABHI PAKISTAN TARQREE KARAY GA IS LIAY LARKIOON KO MEDIACL KAY AILWA BHI PERHAII KERNI CHAIIY DO ENGERRING OR COME IN BBA AND MBA SIDDE. AND SO MANY OTHERS FIELD FOR THEM
__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd
quote: Originally posted by: Aquarius "yaar .. yahan per kissi cheez ka scope nahi hai ... sub graduation kay baad bahar bhagte hia .. isliye aap log bhi bhaag jayega .. and PROUD TO BE A PAKI "
Yar ham Pakis ka aik masla hay woh yeh hay kay jab ham kisi aik line mein koi value dekhtay hain to poora Pakistan us hi field mein ghusna shorro ke dayta hay jis ki waja say us field mein itni saturation bulkay super saturation ho jati hay kay jobs milna itna asan nahin rehta hay Asan si misal hay telecom eng ki
mein khud aik aisay postion holder telecom eneg ko janta hoon jis nay 10 saal tak sirf 5000 ki job ki hay aur abb kahin aj aker sirf divisonal eng bana ahy PTCL mein
so what do u say yeh perhai ka nahin Ham Pakis ka fault hay
__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd
quote: Originally posted by: Asadbhai " Yar ham Pakis ka aik masla hay woh yeh hay kay jab ham kisi aik line mein koi value dekhtay hain to poora Pakistan us hi field mein ghusna shorro ke dayta hay jis ki waja say us field mein itni saturation bulkay super saturation ho jati hay kay jobs milna itna asan nahin rehta hay Asan si misal hay telecom eng ki mein khud aik aisay postion holder telecom eneg ko janta hoon jis nay 10 saal tak sirf 5000 ki job ki hay aur abb kahin aj aker sirf divisonal eng bana ahy PTCL mein so what do u say yeh perhai ka nahin Ham Pakis ka fault hay"
han yaar sahi kehtay hon ..yahan per parhai ka koi standard hi nahi hia ...
isiliye sub bahar bhagte hia ..
aur jabhi pakistan mein taraqi nahi hoti hia ...
__________________
my secret is to stop saying i wish .... say i will
quote: Originally posted by: Aquarius " han yaar sahi kehtay hon ..yahan per parhai ka koi standard hi nahi hia ... isiliye sub bahar bhagte hia .. aur jabhi pakistan mein taraqi nahi hoti hia ..."
yar bas yahan aisa hi hay yahan sirf paisay ki aur app ki ethnic zaat ki qadar hay app ki koi nahin
__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd
Yar aisa hi hota ahy yahan sab contacts chaltay hain yeh azmoda baat hay app yahan koi kaam bhi aimandari say nahin ker saktay app ko apna haq bhi Source say launa perta hay
__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd