Members Login
Username 
 
Password 
    Remember Me  
Post Info TOPIC: scope


Superb Member

Status: Offline
Posts: 761
Date:
scope


app log ab uni main laingai to us ko feild ko ziada prefer kerain gai jis ki value 4 year s kai baad hoi
to ap[ ka kia khiyaal hai kon si feilg ho gi
i think kai tel com ki value ho gi
khair ye betai n kai lerkion kio kia perhana chahiye
aceept medical

__________________
aankhon sai to door hai dherkeno kai pass hai


TSAian

Status: Offline
Posts: 1453
Date:

hAR LINE KI VALUE HOTI HAY YEH APP KI LICK PER DEPEND KERTA HAY


LAKIN HAMSIAH PERHAI WOH KERNI CHAHIAY JO APP KO BHI PASSAND HO AUR US KI ACHI MARKET VALUE HO ABB YEH DECIDE KERNA APPNAY APPNAY TEMPER AUR DECISION MAKING KI BAAT HAY


LARKIOON KO SAB PERHAIOON MEIN ANA CHAHIAY KUINKAY LARKIAN 50% HAIN HAMARAY MULK MEIN AUR WOH BHI SAB FILEDS MEIN AIIN GI TABHI PAKISTAN TARQREE KARAY GA IS LIAY LARKIOON KO MEDIACL KAY AILWA BHI PERHAII KERNI CHAIIY DO ENGERRING OR COME IN BBA AND MBA SIDDE. AND SO MANY OTHERS FIELD FOR THEM



__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd


Junior Member

Status: Offline
Posts: 1073
Date:

yaar .. yahan per kissi cheez ka scope nahi hai ... sub graduation kay baad bahar bhagte hia .. isliye aap log bhi bhaag jayega ..


and PROUD TO BE A PAKI



__________________
my secret is to stop saying i wish .... say i will


TSAian

Status: Offline
Posts: 1453
Date:

quote:

Originally posted by: Aquarius

"yaar .. yahan per kissi cheez ka scope nahi hai ... sub graduation kay baad bahar bhagte hia .. isliye aap log bhi bhaag jayega .. and PROUD TO BE A PAKI "


Yar ham Pakis ka aik masla hay woh yeh hay kay jab ham kisi aik line mein koi value dekhtay hain to poora Pakistan us hi field mein ghusna shorro ke dayta hay jis ki waja say us field mein itni saturation bulkay super saturation ho jati hay kay jobs milna itna asan nahin rehta hay Asan si misal hay telecom eng ki


mein khud aik aisay postion holder telecom eneg ko janta hoon jis nay 10 saal tak sirf 5000 ki job ki hay aur abb kahin aj aker sirf divisonal eng bana ahy PTCL mein


so what do u say yeh perhai ka nahin Ham Pakis ka fault hay



__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd


Junior Member

Status: Offline
Posts: 1073
Date:

quote:

Originally posted by: Asadbhai

" Yar ham Pakis ka aik masla hay woh yeh hay kay jab ham kisi aik line mein koi value dekhtay hain to poora Pakistan us hi field mein ghusna shorro ke dayta hay jis ki waja say us field mein itni saturation bulkay super saturation ho jati hay kay jobs milna itna asan nahin rehta hay Asan si misal hay telecom eng ki mein khud aik aisay postion holder telecom eneg ko janta hoon jis nay 10 saal tak sirf 5000 ki job ki hay aur abb kahin aj aker sirf divisonal eng bana ahy PTCL mein so what do u say yeh perhai ka nahin Ham Pakis ka fault hay"


han yaar sahi kehtay hon ..yahan per parhai ka koi standard hi nahi hia ...


isiliye sub bahar bhagte hia ..


aur jabhi pakistan mein taraqi nahi hoti hia ...



__________________
my secret is to stop saying i wish .... say i will


TSAian

Status: Offline
Posts: 1453
Date:

quote:

Originally posted by: Aquarius

" han yaar sahi kehtay hon ..yahan per parhai ka koi standard hi nahi hia ... isiliye sub bahar bhagte hia .. aur jabhi pakistan mein taraqi nahi hoti hia ..."

yar bas yahan aisa hi hay yahan sirf paisay ki aur app ki ethnic zaat ki qadar hay app ki koi nahin

__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd


Junior Member

Status: Offline
Posts: 1073
Date:

hmm sahi keh rahe hon .....

__________________
my secret is to stop saying i wish .... say i will


TSAian

Status: Offline
Posts: 1453
Date:

quote:

Originally posted by: Aquarius

"hmm sahi keh rahe hon ....."

Haan yar mostly yehi hpota hay yeh mera apna zati experience hay

__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd


Junior Member

Status: Offline
Posts: 1073
Date:

hmm sahi kehrahe hon... yahan per subko pesay se pyaar hia ... parhai ki qadar nahi hia ....

__________________
my secret is to stop saying i wish .... say i will


TSAian

Status: Offline
Posts: 1453
Date:

Yar aisa hi hota ahy yahan sab contacts chaltay hain yeh azmoda baat hay app yahan koi kaam bhi aimandari say nahin ker saktay app ko apna haq bhi Source say launa perta hay

__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd
Page 1 of 1  sorted by
 
Quick Reply

Please log in to post quick replies.

Tweet this page Post to Digg Post to Del.icio.us


Create your own FREE Forum
Report Abuse
Powered by ActiveBoard