quote: Originally posted by: omerkhan "abhay yaar! woh becks k goal na karnay ki waja se nahi haray balkay wessel k miss ki waja se haray thay bhai..."
Yar agar beckham larkharata nahin aur goal ker dayta aur miss nahin kerta to englasnd win ker jata aur us ko itna bura harna nahin perta.
__________________
Kuch bhi nahin tha !!!! Kuch bhi na hoga App say pehlay app kay baad!!!!!! Piyaar nahin tha Pyaar na hoga App kay bAddd
pehla match buhat buri tarha hara tha england france say... aur portugal say bhi buri tarha haar gaya.. harna alag hota hia magar itni buri tarha harna.. wo bhi england.. comments to aisay daita hai bechkam jaisay shiekh chilli ho.. jab harta hia to no comments..