kis qeder giran tum per biwi ki fermanberdari hai is sai kub piyaar hai haan ferzana tumhain piyaari hai
tum pe ik biwi hi bhari hai tumhi keh do yehi wefadari hai
gher biwi sai hai biwi jo nehi tum bhi nehi jezbe baham jo nehi bechai bhi nehi sefha duher sai saaso ko mitaya kis nai shohro ko maar kai rulaya kis nai teray becho ko seeno sai lega ya kis nai teray gher ko pholo sao besaya kis nai
thi to wo biwiayn tumhari meger tum kia ho? haath per haath dheray muntezir or biwiayn ho
firqabendi hai kehi or kehi zaatain hain biwi hai saas hai or buhut baatian hain ab gher ja or peraishan ho ja biwi ko bhegaker chiraghan ho ja
qowet merdan say her pest ko bala ker dai biwi ko laker amman ko ta ta ker dai
yar mujhay to kabhi bhi urdu poetry samaj mein nahi aye aur meray khayal sai aye gi bhi nahi .... GALIB SAHAB TO LIKH KAR CHALBASAY AUR HUM PAR APNA BURDEN DAY GAYE...hum nai inka kiya bigara tha ..