arey aneela jii ap konsi shop main rakhiali ho mainay poora saddar chaan marah magar aap nahi mili konsi company hai yeh apun kai bhaijay mmian fit nahi horeli baap
__________________
aik hum hain jis nay har kiss ko miss kiya ...aur aik woh hain jinhon nay har MISS ko kiss kia :wink:
salam app ne mujhe kheriid liya kitnai main betain gai waisai mujhe peta nehi chela apnai nei malik ka munna bhai9 qeemti chizo ko chupa ker rekha jata hai sub kai samnai aanai saibemol ho jati hain
arey oh cheman chapooo(coolpasion) tere ko itna bara likhela nazar nahi aaya kia klai yeh topic sirf aanela hij kai liye hai saala wohi ghatya aadat jahan dekha langar bat rha hai phunch gaya sab say pehlay
__________________
aik hum hain jis nay har kiss ko miss kiya ...aur aik woh hain jinhon nay har MISS ko kiss kia :wink:
insan ki shekal achi na ho na to baat achi ker laini chahiye or evil kerma app ki to koi bhi baat qachi] nahi is liye app ki fuzool bekwwass ka jewab dena zeroori nehi ok
yaar cyrus ya kaisi bateeeen kar raha ho aneela to kodd apa app ka lia kafi no name kis tarha kafi ho ga
aur ya kisi na aneela ko karid na ki bhi baat ki hai larkion karidhna galt baat lakin aggr larkieena kod kisi ka haath bikwana chahti hein to ya aun ki marzi koun aneela giiiiiiii sa hi baat hai na
arey apun nay kia kia hai apun ko tu bas tumhara nick dekha aur masti kai liye aisay hijjj pooch liya apun ko kia maloom tha kai yeh sarey salay abbu kanrey idhar aatapkainghay apun tu bas tuhora tafreeeh honay ko mangtah tha bas aur kuch nahi aagar apko nahi pasand tu ok apun koi aur barand dhoondhaygha
__________________
aik hum hain jis nay har kiss ko miss kiya ...aur aik woh hain jinhon nay har MISS ko kiss kia :wink:
insan ki shekal achi na ho na to baat achi ker laini chahiye or evil kerma app ki to koi bhi baat qachi] nahi is liye app ki fuzool bekwwass ka jewab dena zeroori nehi ok<<<<<<<<<<< Umair wo kaun si posting hia jis par tumhari beizat nahi ki gaie ho..yaar tum ko meri nasiyat par amal kar hi laina chahiyeh.. ab buhat hogaya hia..
insan ki shekal achi na ho na to baat achi ker laini chahiye or evil kerma app ki to koi bhi baat qachi] nahi is liye <<<<<<<<<<<<< shakal aur baat ka koi comparision nahe hota, ap ki bhi tou shakal achi nahe hay lekin phir bhi ap baatein tou achi he karti hain
shakal aur baat ka koi comparision nahe hota, ap ki bhi tou shakal achi nahe hay lekin phir bhi ap baatein tou achi he karti hain <<<<<<< anum tum nay kahan say aneela ko dekh liya.. heehe